Lion
Jaane kyu yeh log chasma laga ke ghoomte hain,
yeh aakhein kaha jhooth bolna chhodti hain..
Jaane kyu log paraye ko apna samajh lete hain,
yeh nadeeyan kaha apna mukh modti hain..
Kya malum, kyu log in chahaato ko liye firte hain,
yeh kambakht chain hamaraa hamesha hee todti hain..
Kisko malum yeh pyaar kis chidiya ka naam hai,
pyaar ke to sirf naam ke hee chaadar, jhoothi yeh duniya odti hai..
Apne jeevan mein prem, dekha hai mainay jhootha
apnay hee sukh ke peeche, jhoothi duniya yeh daudti hai..
Pyaar to hota nahi sacha, aisa mainay farz kiya thaa,
par lo sun lo, jo bade bado ne arz kiya tha.....
--
Mere toote huve paaye talab ka mujhpe aaisaan hain,
tumhaare dar se ab uth kar kahi jaaya nahi jaata..
Mohabbat asal mein makhbool woh raaz-e-haqeeqat hai,
samajh mein aa gaya hai, fir bhi samajhaya nahi jaata..
Mohabbat ke liye kuch khaas dil makhsoos hote hain,
yeh woh nagma hai jo har saaz pe gaaya nahi jaata.
-- (Ghaalib)
------
Yeh pad ke Mr.The Anonymous ne bola
Jaane kyun is pyaar ko jhoota bolte hain,
zara aas paas nazar uthaa kar to dekho,
Khud hi to hazaar shartein rakhte ho yaar ke liye,
Ek baar khud ko pyaar ke raaste se hata kar to dekho.
(Waah yaar waah!)

19 Comments:
Socha tha..pehle khud ka blog update karoongi..phir hi kisi pe comment likhoongi..
But ye shayari sunke ke toh...
Yaar.. ye pakka tune ki likha hai na??
Never seen someone who can write that well!
Chal bas..zada mat khush ho.. Ghalib ko beat nahi kar sakta ;-)
By Anonymous, at February 03, 2006 10:34 AM
Jaane kyun is pyaar ko jhoota bolte hain,
zara aas paas nazar uthaa kar to dekho,
Khud hi to hazaar shartein rakhte ho yaar ke liye,
Ek baar khud ko pyaar ke raaste se hata kar to dekho.
By vibhav, at February 03, 2006 12:24 PM
wah..wah......wah..wah....!!!
"Babbar-Sher...........FM 91"
By Anonymous, at February 03, 2006 8:44 PM
tairay ghum main hum itna royaiy ke tub bhar diyaiy,
tum ne aa ker uss main apna chehra dekha aur chal diyaiy
By Koi Pahailee, at February 03, 2006 8:59 PM
"Khud hi to hazaar shartein rakhte ho yaar ke liye"
right on .. sharton pe pyaar kiya toh pyaar kahaan ..
waah waah .. kavi mani ..
By aria, at February 04, 2006 4:08 AM
tumhaare dil ka ek hissa hum bhi bane the,
tere kisson mein kabhi hamare bhi aks mile the,
pyaar ka toh theek hai, lekin jaan se toh na khel jaana tha,
humaare dar par aane ka, yeh kaisa bahana tha......??
By Rohan Mahajan, at February 04, 2006 2:43 PM
Oh!
Suna thaa jab sher dahaad-ta hai to zameen kaanpti hai, aisa hi asar tere lions ka ho raha hai, sabko shayarana mood mein le aate hain!
By vibhav, at February 04, 2006 10:17 PM
Kya lions the! Meri tooh bolti band ho gayi. Kitne dukhbhare hain...I can understand. Truly understand. *Shakes head in a sad manner*
-The Understanding Gull
By The Girl Who Sold The World, at February 05, 2006 4:21 AM
@champa
dekha i can write that well
that well that well that well that well that well that well that well that well that well that well that well that well that well that well that well that well that well that well that well that well that well that well that well that well that well that well that well that well
bas bas.. bahut well ho gaya...
@anonymous
mood to hota hai jaane ke liye
mood to hota hai jaane ke liye
but na jaye to mera kya jaata hai..
@anon
wah wah nahi waah taj boliye huzoor
@koi pahailee
woh aaye meri kabr pe diya bhuja ke chal diye
baaki jo tel bacha tha, sar pe laga ke chal diye. (courtesy maayush)
@aria
arre woh kavi the anonymous tha madame!
@rohan
oh bhai saab! yeh to bada tuff lion maar daala!
ab mai kya karunga!!! *worried*
hehehe
tension na le beta..
@the gull
the under-standing gull ??? tu kiske neeche khadi hai ?
By Kaala Kavva, at February 05, 2006 7:19 AM
Haha...apne room ki chhat ke neeche. Meri chair toot gayi...isliye, standing. :'(
-The Sad Gull
By The Girl Who Sold The World, at February 05, 2006 1:32 PM
You write well :) sachhi...
now pls dont copy-paste the "that well" 100 times :P that'd b a chapaat on my compliment :P
By t, at February 06, 2006 2:04 AM
@the gull
chair toot gayi !!???
hain !! tera wt kitna hai re ???
503 kg ??
@matt
pata nahi ab ty kahu ya nahi
par kya farak padta hai..
ty and not(ty) also..
@truppster
arre madame! aapne to humko chaaro khaane chit kar diya!
chit man!
ab to mujhe sachi mein thank u likhna padega!
shukriya meherbaan...
(see i didn't chapaat ur compliment.. im getting shareefer by the day)
By Kaala Kavva, at February 06, 2006 6:44 AM
oye putra...yeh lions etc meri samaj mein nahin aaten, not at all......
*sad face*
hum tumhare prose ke reader hi ho sakte hain
*sadder face*
By Anonymous, at February 06, 2006 8:45 AM
tera wt kitna hai re ???
503 kg ??
ITNA BADA ILZAAM! :-O
Arrey, this gull weighs just 40.28742464 kg (approx). (No, no, not anorexic. Just blessed) :D
-The Blessed Gull
By The Girl Who Sold The World, at February 06, 2006 11:30 AM
OMG !!!!!!!! the sher is mindboggling esp on ur blog !!! ze shabhashi chapaat to you beta !
By arpana, at February 08, 2006 5:15 AM
love-shove wali sher-o-shaayari!!!wah wah!!
perfect for valentine month!!:-p
Lagey raho guru!!!..Best Wishes-Ms.Happening!!!
By Anonymous, at February 08, 2006 8:29 AM
@the gull
blessed ???????? :O ???
by whom???????????????????????
@arpz
arre shukriya for ze shabashi chapaat..
though i cudnt get a part of ur comment ("esp on ur blog")
:P
@ms happenin
i dont believe in valentines day.
but mai laga to rahunga hee!
By Kaala Kavva, at February 08, 2006 9:23 AM
arre ! me expected only PJ chapaats , ye serious and straightfwd senti chapaat expect nahin kiya tha naa !
a resounding chaaaaappppppppaaaat for not understanding it !
By arpana, at February 09, 2006 1:16 AM
@maatey
nahi nahi!
yeh sad face rakhne kee zaroorat nahi..
bas ek chapaat aane waala hai jaldi hee..
fir to aapko samajh aayega na!! ;)
@arpz
aaaaaaaaaaaah! (for ze chapaat)
senti nahi yaar... yeh to bas part of the game hai..
hai na ? kabhi hasna aur kabhi rona dhona..
yeh sab to laga hee rehta hai...
By Kaala Kavva, at February 09, 2006 9:24 AM
Post a Comment
<< Home